in

Mein kisi or ki hun itna bata kar royi

Mein kisi or ki hun itna bata kar royi,,
Woh mujhe mehndi lage hath dekha kar royi,,

Mein be kasoor hun Qudrat ka faisala hai,,
Lept ke mujh se wo bas itna bata kar royi,,

Mujh pe ek kurb ka Tufaan huwa ,,
Jab mere samne khat mere jala kar royi,,

Sab shikwe mere ek pal mein beh gaye,,

Jheel si Ankhon main jab ansoo saja kar royi………

Pyar Kiya hAi toh Usee Bewafa mat Samjhna

Kyu Har Awaz Pe Main Chok Uthta Hu